“Khamosh
ho tum ,
par
khuch khati ho “
esa khate ho tum
aksar!
“Din
men tare ginti rhati ho
khuli aankh se spne bunti ho
akhchar
dhundhla sa hai lakin
Ek
khuli kitab si lagti ho tum
esa khate ho tum aksar!
“Kbhi
bolti thakti nhi,
Jese sare jag ka gyan tumhe hai
Kbhi
sant chup bholi si jese koi nadan ho tum
esa khate ho tum aksar!
“Khamosi
men teri baton ko
Sun
liya hai chup se mene bhi
Ankho
ke tere spno ko
bun
liya hai mene bhi
Tum
kitab ho teri kvita
Ko
padh liya hai mene bhi
Tera
bolna ho ya chup rhna
mujhko sub accha lgta hai
teri
baton men mujhko
bchpan
ka sub such lgta hai”
mujhko yad nahi hai
lakin
ye sub mujhse
kbhi kha ho.
Khamosh ho tum
par khuch khti ho
esa khate ho tum
aksar…..
No comments:
Post a Comment