Main aaine main dekhti hun khud ko,
Magar kya aaina bhi dekhta hoga mujhko?
Agar aaina
bhi mujhe dekh pata ,
to hubhu
tasbir na meri bnata,
khuch aur sjata apni traf se,
Khuch aur
swarta apni traf se,
Mere hirday
se hinta ko hta kar ,
Unchaiyo
men mujhko kai par lga kar ,
Dikhata slona span aur btata wo mujhko,
Ki
mera bhi astitwa hai is bsundhra men ,
Ese wo
mere pas aa ke btata!
Main aaine main
dekhti hun khud ko,
Magar kya aaina bhi dekhta hoga mujhko ?
Pal bhar ke liye hi shi par
Wo mujhko spno
ki rani kisi ka bnata!
Khten hain sub
such khta hai aaina,
Mgar wo drta
khate huye such mujhse,
Agar mere
dhukhon ko wo pahcha ,
Agar aaina bhi
mujhe dekh pata ,
to hubhu tasbir
na meri bnata !
No comments:
Post a Comment